top of page

10 Lyrics Place

Shiv sama rahe

Hansraj Raghuwansh...

Shiv sama rahe...

Shiv Tandav Stotram

Shankar Mahadevan...

Shiv Tandav Stotra...

Shera Waali

Hansraj Raghuvansh...

Shera Waali...

Shamshaan

Hansraj Raghuwansh...

Shamshaan...

Mahakaal ki Mahakali

Hansraj Raghuwansh...

Mahakaal ki Mahaka...

Laagi Lagan Shankra 2

Hansraj Raghuwansh...

Laagi Lagan Shankr...

Lyrical Place

>

Lyrics

>

Bhakti

Om Namah Shivay
Om Namah Shivay

Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon
Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon

Krodh Ko, Lobh Ko
Krodh Ko, Lobh Ko
Main Bhasm Kar Raha Hoon

Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon

Om Namah Shivay

Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon

Om Namah Shivay

Brahma Murari surarchita Lingam
Nirmala bhasita sobhita Lingam
Janmaja dukha vinasaka Lingam
Tat pranamami Sadasiva Lingam

Brahma Murari surarchita Lingam
Nirmala bhasita sobhita Lingam
Janmaja dukha vinasaka Lingam
Tat pranamami Sadasiva Lingam

Teri Banai Duniya Mein
Koyi Tujh Sa Mila Nahi
Main Toh Bhatka Darbadar
Koyi Kinara Mila Nahi

Jitna Paas Tujhko Ko Paya
Utna Khud Se Door Ja Raha Hoon

Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon

Om Namah Shivay

Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon

Om Namah Shivay

Maine Khud Ko Khud Hi Bandha
Apni Khinchi Lakeeron Mein
Main Lipat Chuka Tha
Ichha Ki Zanjeeron Mein

Anant Ki Gehraiyon Mein
Samay Se Door Ho Raha Hoon
Shiv Pranon Mein Utar Rahe
Aur Main Mukt Ho Raha Hoon

Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon

Wo Subah Ki Pahli Kiran Mein
Wo Kastoori Van Ke Hiran Mein
Megho Mein Garje Goonje Gagan Mein
Ramta Jogi, Ramta Gagan Mein

Wo Hi Vayu Mein
Wo Hi Aayu Mein
Wo Jism Mein
Wo Hi Rooh Mein
Wo Hi Chhaya Mein
Wo Hi Dhoop Mein
Wo Hi Hain Har Ek Roop Mein

Oh Bhole
Oh…

Krodh Ko, Lobh Ko
Krodh Ko, Lobh Ko
Main Bhasm Kar Raha Hoon

Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon

Om Namah Shivay

Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon

Om Namah Shivay

Shiv sama rahe...

Hansraj Raghuwansh...

Bhole Baba Teri Kya Hi Baat Hai
Bhole Shankara Teri Kya Hi Baat Hai
Door Hoke Bhi Tu Sath Hai Ho
Door Hoke Bhi Tu Sath Hai

Khud Ko Main Kar Dunga Tujhko Samarpan
Main Tera Ansh Hoon Tu Mera Darpan
Tere Hi Hone Se Meri
Yeh Saari Zindagi Saji Hai

Laagi Meri Tere Sang Lagi Oh Mere Shankara
Laagi Meri Tere Sang Lagi Oh Mere Shankara
Laagi Meri Preet Tere Sang Mere Shankara
Laagi Meri Preet Tere Sang Mere Shankara

Tu Pita Hai Mera Aur Tu Hi Rahega
Meri Har Galti Ko Tu Hass Kar Sahega
Tere Jaap Se Man Ka Udd Gaya Hai Re Panchhi
Sab Teri Badaulat Hai Aaj Raghuwanshi

Tu Suksham Hai Aur Tu Hi Vishal Hai
Tu Uttar Hai Aur Tu Hi Sawaal Hai
Tu Hi Satya Baaki Zindagi Bhi Na Sagi Hai

Laagi Meri Tere Sang Lagi Oh Mere Shankara
Laagi Meri Tere Sang Lagi Oh Mere Shankara
Laagi Meri Preet Tere Sang Mere Shankara
Laagi Meri Preet Tere Sang Mere Shankara

Dhyaan Mein Hai Magan Tann Pe Odh Ke Re Choli
Mujhe Apne Rang Mein Rang De Sang Khel Mere Holi
Na Aasan Hai Niche Na Hai Koyi Khatoli
Mujhe Apne Rang Mein Rang De Sang Khel Mere Holi

Bas Bhi Karo Ab Mere Shankara
Bhang Ragad Ke Boli Ye Gaura
Tum Nahi Raje Ho Gaura Loat Ke Raji Hai

Laagi Meri Tere Sang Lagi Oh Mere Shankara
Laagi Meri Tere Sang Lagi Oh Mere Shankara
Laagi Meri Preet Tere Sang Mere Shankara
Laagi Meri Preet Tere Sang Mere Shankara

Laagi Meri Tere Sang Lagi Oh Mere Shankara
Laagi Meri Tere Sang Lagi Oh Mere Shankara….

Laagi Lagan Shanka...

Hansraj Raghuwansh...

Jata tavi galajjala pravaha pavitasthale
Galea valambya lambitam bhujanga tungamalikam ||
Damad damad damad dama ninada vadda marvayam
Chakara chand tandavam tanotu nah shivah shivam || 

Jata kata hasam bhrama bhrama nilimpa nirjhari
Vilolavi chivalarai viraja mana murdhani ||
Dhagadhagadha gajjvala lalata patta pavake
Kishora chandra shekhare ratih pratikshanam mama || 

Dhara dharendra nandini vilasa bandhu bandhura
Sphuradi ganta santati pramoda mana manase ||
Krupa kataksha dhorani nirudhadurdha rapadi
Kvachit digambare mano vinodametu vastuni ||

Jata bhujanga pingala sphurat phana mani prabha
Kadamba kunkuma drava pralipta digva dhumukhe ||
Madandha sindhura sphura tvaguttari ya medure
Mano vinoda madbhutam bibhartu bhuta bhartari ||

Sahasra lochana prabhritya shesha lekha shekhara
Prasuna dhulidhorani vidhu saranghri pithabhuh ||
Bhujanga raja malaya nibaddha jata jutaka
Shriyai chiraya jayatam chakora bandhu shekharah ||

Lalata chatva rajvala dhanajn jaya sphu lingabha
Nipita pancha sayakam naman nilimpa nayakam ||
Sudha mayukha lekhaya viraja mana shekharam
Maha kapali sampade shiro jata lamastu nah ||

Karala bhala pattika dhagad dhagad dhagaj jvaltt
Ddhanajn jaya huti kruta prachanda pancha sayake ||
Dhara dharendra nandini kuchagra chitra patraka
Prakalpa naika shilpini trilochane ratir mama ||

Navina megha mandali niruddha durdha rasphurat
Kuhunishithi nitamah prabandha baddha kandharah ||
Nilimpa nirjhari dhara stanotu krutti sindhurah
Kala nidhana bandhurah shriyam jagad dhurandharah ||

Prafulla nila pankaja prapancha kali maprabha
Valambi kantha kandali ruchi prabaddha kandharam ||
Smarachchhidam purachchhidam bhavachchhidam makhachchhidam
Gajachchhidandha kachhidam tamanta kachchhidam bhaje ||

Akharva sarva mangala kala kadamba manjari
Rasa pravaha madhuri vijrum bhanama dhuvratam ||
Smarantakam purantakam bhavantakam makhantakam
Gajanta kandha kantakam tamanta kantakam bhaje ||

Jayatvada bhravibhrama bhramad bhujanga mashvasa
Dvi nirgamatkrama sphurat karala bhala havyavat ||
Dhimid dhimid dhimidhvanan mrudanga tunga mangala
Dhvani karma pravartita prachanda tandavah shivah ||

Shrushadvi chitra talpayor bhujanga maukti kasrajo
Garishtha ratna loshthayoh suhrudvi paksha pakshayoh ||
Trunara vinda chakshushoh praja mahi mahendrayoh
Sama pravrutikah samam pravartayan manah 
kada sada shivam bhajamyaham ||

Kada nilimpa nirjhari nikunja kotare vasanh
Vimukta durmatihs sada shirah stha manjalim vahan ||
Vimukta lola lochano lalama bhala lagnakah
Shiveti mantra muncharan sada sukhi bhavamyaham ||

Idam hi nityameva mukta mukta mottamam stavam
Pathan smaran bruvannaro vishuddhi meti santatam ||
Hare gurav subhakti mashu yati nanyatha gatim
Vimohanam hi dehinam sushankarasya chintanam ||

Shiv Tandav Stotra...

Shankar Mahadevan...

Shivaaya Vo Vo Vo
Om Shambha Naathaya
Amrtan Bramha, Amrtan Vishnu
Amrtan Devo Maheshvaraaya
Amrtan Saakashaat Parabramh
Tasme Shree Amrtaye Namah Ho

Shambhoo

Shiv Shiv Shiv Shiv
Shiv Shiv Shankaraaya
Bam Bam Bam
Bam Bam Bholenaatha

Shiv Shiv Shiv Shiv
Shiv Shiv Shankaraaya
Bam Bam Bam
Bam Bam Bholenaatha

Mast Malang
Duniya Se Main Tang
Hone Ko Magan
Peeta Hoon Maee Dam
Aaja Mere Sang
Bhulega Too Gam
Le Le Ke Chilam
Bas Kheench Ke Dam

Bol Bam (Bol Bam)
Bol Bam (Bol Bam)
Bol Bam (Bol Bam)
Tu Laga Ke Dam

Bol Bam (Bol Bam)
Bol Bam (Bol Bam)
Bol Bam (Bol Bam)
Tu Laga Ke Dam

Jai Shiv Shankara
Jai Shiv Shankara Hari Om (Ho)
Jai Shiv Shankara
Paramesvara
Jai Shiv Shankara Hari Om

Jai Shiv Shankara
Jai Shiv Shankara Hari Om (Ho)
Jai Shiv Shankara
Paramesvara
Jai Shiv Shankara Hari Om

Om Namaḥ Sivaya…

Aah Ha
Pahari Prince Beby

Din Raat Pinda Bhang Rehnda Parachand
Rahu Sann Tera Aasheervaad
Bholenaath Mere Sar Par Har Pal
Tu Hi Saath Yaha Mere Saath Yaha
Koyi Na Sivaye Bholenaath Tere

Din Raat Tera Hee Pujaari
Bholenaath Mere
Din Raat Tujhe Yaad Karun
Bholenaath Mere
Din Raat Tujhe Pyaar Karun
Bholenaath Mere
Din Raat Yahee Aas Karun
Bholenaath Mere

Bachalo Na Mujhako Tum Iss Maayajaal Se
Hoti Takalif Mujhe Duniya Ke Haal Se
Milati Tassalli Manaali Ke Maal Se
Duniya Khatam Aur Shuru Mahaakaal Se

Clik Clik Boom Boom
Shambhoo Ke Pyar Mein Huya Gum Gum
Jaane Kaisi Lagee Ye Dhun
Shambhoo Ke Pyaar Mein Hua Gum Gum
Khol Kaan Aur Sun Sun
Shambhoo Ke Pyaar Mein Hua Gum Gum Gum Gum
Clik Clik Boom Boom
Shambhoo Ke Pyar Mein Huya Gum Gum

Shambhoo Shankar Namah Shivaya
Giraja Shankar Namah Shivaya

Shambhoo Shankar Namah Shivaya
Giraja Shankar Namah Shivaya

Ho Shivaaye Bholenaath
Mere Praan Naatha (Om Namah Shivaay)
Raksha Kari Mahaadev (Om Namah Shivaay)
Raksha Kari Trilokanaatha

Clik Clik Boom Boom
Shambhoo Ke Pyaar Mein Hua Gum Gum
Clik Clik Boom Boom
Shambhoo Ke Pyaar Mein Hua Gum Gum

Jaane Kaisee Lagi Ye Dhun
Shambhoo Ke Pyaar Mein Hua
Gum Gum Gum Gum
Klik Klik Boom Boom
Shambhoo Ke Pyaar Mein Hua Gum Gum
Shambhoo! Vo Wo Wo

Jai Shankar...

Hansraj Raghuwansh...

Tu Hi Meri Maiyan Ji
Tu Hi Sherawali Re Tere
Bhakt Khade Darwaar Shera Waliye

Tu Hi Meri Maiyan Ji
Tu Hi Durge Kaali Re Tere
Bhakt Khade Darwar Shera waliye
Tu Hi Meri Maiyan Ji

Kede Uga De Vich Mann Sherawaliye
Kede Uga De Vich Mann Sherawaliye
Kede Ugg Prakat Hoya Sherawali Ve Tere
Bhakt Khade Darwaar Shera Waliye
Tu Hi Meri Maiyan Ji

Tu Hi Durge Kaali Ve Tere
Bhakt Khade Darwaar Shera Waaliye

Satt Ve Uga De Vich Mann Sherawaliye
Satt Ve Uga De Vich Mann Sherawaliye
Kalyug Prakat Hoya Shera wali Ve Tere
Bhakt Khade Darwaar Shera Waliye
Tu Hi Meri Maiyan Ji

Tu Hi Shera Waali Ve Tere
Bhakt Khade Darwaar Shera Waliye

Paan Supari Maiyan Ji Dadh Vi Narera
Paan Supari Maiyan Ji Dadh Vi Narera
Pehladi Ret Ch Laayi Shera Wali Ve Tere
Bhakt Khade Darwaar Shera Waliye
Tu Hi Meri Maiyan Ji

Tu Hi Shera wali Ve Tere
Bhakt Khade Darwaar Shera Waliye
Tu Hi Meri Maiyan Ji
Tu Hi Meri Maiyan Ji
Tu Hi Meri Maiyan Ji

Shera Waali...

Hansraj Raghuvansh...

Om Om
Karpur Gauram
Karunavatarama
Sansara Saram
Bhujagendra Haram

Sada Basantam
Haridayarabinde

Bhavam Bhavani
Sahitam Namami

Jai Kara Bolo Jai Kara
Mere Kedareshwaraya Tera Jai Kara
Jai Kara Bolo Jai Kara
Mere Kedareshwaraya Tera Jai Kara

Aarti Ki Jai Mere Bholenath Ki
Mere Bholenath Ki Mere Shambhunath Ki
Chun Chun Kaliyon Se Main Har Banaoun
Har Apne Bholenath Ko Main Pehnaun

Akhand Jyoti Bhole Tere Kadmon Mein Chadaon
Kadmon Mein Chadake Teri Arti Main Gaon

Aajao Bhole Ajao
Hamein Darshan Deke
Chahe Chale Jao

Jai Kara Bolo Jai Kara
Mere Kedareshwaraya Tera Jai Kara
Jai Kara Bolo Jai Kara
Mere Kedareshwaraya Tera Jai Kara

Ekanan Chaturanan Panchnan Raje
Hansasan Garurasan Virsvan Saje
Shetambar Peetambar Baghambar Ange
Sankadek Garudadek Bhootadik Sange

Kal Bhi Uska Kya Bigade Mahakal
Jiske Sar Pe Tera Hath Rahe Sarvada

Jai Kara Bolo Jai Kara
Mere Kedareshwaraya Tera Jai Kara
Bolo Jai Kara Bolo Jai Kara
Mere Kedareshwaraya Tera Jai Kara.

Jai Kara Kedara...

Hansraj Raghuwansh...

Asato Maa Sadgamaya
Tamaso Maa Jyotirgamaya
Mrtyor Maa Amritamgamaya
Amritamgamaya Amritamgamaya

Ram Nam Satya Hai
Jeewan Asatya Hai
Ram Nam Satya Hai
Jeewan Asatya Hai

Ram Nam Satya Hai
Jeewan Asatya Hai
Ram Nam Satya Hai
Jeewan Asatya Hai

Baba O Baba, Baba
Ram Nam Satya Hai
Jeewan Asatya Hai

Jana Hai, Jana Hai
Jana Hai, Jana Hai

Jana Padega Shamshaan
Jana Padega Shamshan
Jana Padega Shamshan

Wahan Milenge Bhole
Wahan Milenge Bhole
Sab Kahenge Ram Nam Satya Hai

Ram Nam Satya Hai
Jeewan Asatya Hai
Ram Nam Satya Hai
Jeewan Asatya Hai
Ram Nam Satya Hai
Jeewan Asatya Hai

Wahan Milenge Bhole, Bhole
Wahan Milenge Bhole
Sab Kahenge Ram Nam Satya Hai

Ram Nam Satya Hai
Jeewan Asatya Hai
Ram Nam Satya Hai
Jeewan Asatya Hai
Ram Nam Satya Hai
Jeewan Asatya Hai

Baba O Baba, Baba

Mazil To Meri Yahi Thi Baba
Mazil To Meri Yahi Thi Baba
Par Umar Beet Gayi Yahan
Pahuchte Pahuchte

Jana Hai, Jana Hai
Jana Hai, Jana Hai

Jana Padega Shamshaan
Jana Padega Shamshan..

Yahan Raja Bhi Gaye Rank Bhi Gaye
Fakeer Bhi Gaye Saadhu Sant Bhi Gaye
Yahan Raja Bhi Gaye Rank Bhi Gaye
Fakeer Bhi Gaye Saadhu Sant Bhi Gaye

Jana Hai, Jana Hai
Jana Hai, Jana Hai

Jana Padega Shamshaan
Jana Padega Shamshan..

Do Din Ka Mela
Aaya Bhi Akela
Aur Jaayega Bhi Akela
Shamshaan, Shamshan

Jana Padega Shamshaan
Jana Padega Shamshan..

Baba!

Shamshaan...

Hansraj Raghuwansh...

Ayi giri nandini, nandhitha medhini,
Viswa vinodhini nandanuthe,
Girivara vindhya sirodhi nivasini,
Vishnu Vilasini Jishnu nuthe,
Bhagawathi hey sithi kanda kudumbini,
Bhoori kudumbini bhoori kruthe,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Suravara varshini, durdara darshini,
Durmukhamarshani, harsha rathe,
Tribhuvana poshini, Sankara thoshini,
Kilbisisha moshini, ghosha rathe,
Danuja niroshini, Dithisutha roshini,
Durmatha soshini, Sindhu suthe,
Jaya Jaya Hey Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Ayi Jagadambha Madambha, Kadambha,
Vana priya vasini, Hasarathe,
Shikhari siromani, thunga Himalaya,
Srunga nijalaya, madhyagathe,
Madhu Madure, Mdhukaitabha banjini,
Kaitabha banjini, rasa rathe,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Ayi satha kanda, vikanditha runda,
Vithunditha shunda, Gajathipathe,
Ripu Gaja ganda, Vidhaarana chanda,
Paraakrama shunda, mrugathipathe,
Nija bhuja danda nipaathitha khanda,
Vipaathitha munda, bhatathipathe,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Ayi rana durmathaShathru vadhothitha,
Durdhara nirjjara, shakthi bruthe,
Chathura vicharadureena maha shiva,
Duthatkrutha pramadhipathe,
Duritha Dureeha, dhurasaya durmathi,
Dhanava dhutha kruithaanthamathe,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Ayi saranagatha vairi vadhuvara,
Veera varaa bhaya dhayakare,
Tribhuvana masthaka soola virodhi,
Sirodhi krithamala shoolakare,
Dimidmi thaamara dundubinadha mahaa
Mukharikruthatigmakare,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Ayi nija huum kruthimathra niraakrutha,
Dhoomra vilochana Dhoomra sathe,
Samara vishoshitha sonitha bheeja,
Samudhbhava sonitha bheejalathe,
Shiva shiva shumbha nishumbhamaha hava,
Tarpitha bhootha pisacha rathe,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Dhanu ranushanga rana kshana sanga,
Parisphuradanga natath katake,
Kanaka pishanga brushathka nishanga,
Rasadbhata shrunga hatavatuke,
Kritha chaturanga bala kshithirangakadath,
Bahuranga ratadhpatuke,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Sura Lalanata Tatheyi Tatheyi Tathabhi Nayottama Nrtya Rate
Hasa Vilasa Hulasa Mayi Prana Tartaja Nemita Prema Bhare
Dhimi Kita Dhikkata Dhikkata Dhimi Dhvani Ghora Mrdanga Ninada Late
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramyaka Pardini Shaila Suthe
Jaya Jaya hey japya jayejaya shabda,
Parastuti tatpara vishvanute,
Bhana Bhanabhinjimi bhingrutha noopura,
Sinjitha mohitha bhootha pathe,
Nadintha nataartha nadi nada nayaka,
Naditha natya sugaanarathe,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Ayi sumana sumana,
Sumana sumanohara kanthiyuthe,
Sritha rajani rajani rajani,
Rajaneekaravakthra vruthe,
Sunayana vibhramarabhrama,
Bhramarabrahmaradhipadhe,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Sahitha maha hava mallama hallika,
Mallitharallaka mallarathe,
Virachithavallika pallika mallika billika,
Bhillika varga Vruthe,
Sithakruthapulli samulla sitharuna,
Thallaja pallava sallalithe,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe---
Avirala ganda kalatha mada medura,
Matha matanga rajapathe,
Tribhuvana bhooshana bhootha kalanidhi,
Roopa payonidhi raja suthe,
Ayi suda thijjana lalasa manasa,
Mohana manmatha raja suthe,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe---
Kamala dalaamala komala kanthi,
Kala kalithaamala bala lathe,
Sakala vilasa Kala nilayakrama,
Keli chalathkala hamsa kule,
Alikula sankula kuvalaya mandala,
Mauli miladh bhakulalikule,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe---
Kara murali rava veejitha koojitha,
Lajjitha kokila manjumathe,
Militha pulinda manohara kunchitha,
Ranchitha shaila nikunjakathe,
Nija guna bhootha maha sabari gana,
Sathguna sambrutha kelithale,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe---
Kati thata peetha dukoola vichithra,
Mayuka thiraskrutha Chandra ruche,
Pranatha suraasura mouli mani sphura,
Damsula sannka Chandra ruche,
Jitha kanakachala maulipadorjitha,
Nirbhara kunjara kumbhakuche,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe---
Vijitha sahasra karaika sahasrakaraika,
Sarakaraika nuthe,
Krutha sutha tharaka sangaratharaka,
Sangaratharaka soonu suthe,
Suratha Samadhi samana Samadhi,
Samadhi Samadhi sujatharathe,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe---.
Padakamalam karuna nilaye varivasyathi,
yo anudhinam sa shive,
Ayi kamale kamala nilaye kamala nilaya
Sa katham na bhaveth,
Thava padameva param ithi
Anusheelayatho mama kim na shive,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Kanakala sathkala sindhu jalairanu
Sinjinuthe guna ranga bhuvam,
Bhajathi sa kim na Shachi kucha kumbha
Thati pari rambha sukhanubhavam,
Thava charanam saranam kara vani
Nataamaravaaninivasi shivam,
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Thava Vimalendu kulam vadnedumalam
Sakalayananu kulayathe,
Kimu puruhootha pureendu mukhi
Sumukhibhee rasou vimukhi kriyathe,
Mama thu matham shivanama dhane
Bhavathi krupaya kimu na kriyathe,
Jaya Jaya hey Mahishasura mardini, Ramya kapardini, shaila Suthe
Ayi mai deena dayalu thaya krupayaiva
Thvaya bhavthavyam ume,
Ayi jagatho janani kripayaa asi
thatha anumithasi rathe
Na yaduchitham atra bhavathvya rari kurutha,
durutha pamapakarute
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe
Jaya Jaya He Mahishasura Mardini, Ramya Kapardini Shaila Suthe

Aigiri Nandini...

Rajalakshmee Sanja...

Ya devi sarva bhuteshu
Shakti ruupenna samsthitaa
Namastasyai, namastasyai
Namastasyai namo namah

Hey mahakali durge kaali
Mahakaal ki mahakali
Hey mahakali durge kaali
Mahakaal ki mahakali

Hey mahakali durge kaali
Mahakaal ki mahakali
Hey mahakali durge kaali
Mahakaal ki mahakali

Ek choti pe hain baithe
Shree khand mahadev
Ek choti pe hain baithi
Meri bhi mahakali

Om jayanti mangala kali
Bhadrakali kapalini
Durga kshama shiva dhatri
Swaha swadha namostute

Om jayanti mangala kali
Bhadrakali kapalini
Durga kshama shiva dhatri
Swaha swadha namostute

Hey mahakali durge kaali
Mahakaal ki mahakali
Hey mahakali durge kaali
Mahakaal ki mahakali

Sarva mangala mangalye
Shive sarvartha sadhike
Sharanye tryambake gauri
Narayani namostute

Sarva mangala mangalye
Shive sarvartha sadhike
Sharanye tryambake gauri
Narayani namostute

Hey mahakali durge kaali
Mahakaal ki mahakali
Hey mahakali durge kaali
Mahakaal ki mahakali

Mahakaal ki Mahaka...

Hansraj Raghuwansh...

Jai ho jai ho jai ho
Teri shankara
Jai ho jai ho jai ho
Teri shankara

Jai ho jai ho jai ho
Teri shankara
Jai ho jai ho jai ho
Teri shankara

Laagi tujhse lagan shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Maan tujhme magan shankara
Maan tujhme magan shankara

Koi kahe tujhe shiv vairagi
Lagan meri tujhse laagi
Kohi kahe tujhe shiv vairagi
Lagan meri tujhse laagi

Koi kahe tujhe aadinath
Koi kahe tujhe aadinath
Mujhko hai bas tera sath shankara

Laagi tujhse lagan shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Maan tujhme magan shankara
Maan tujhme magan shankara

Dum dum dam damroo tera baje
Sar pe chanda mama saaje
Haath mein tere trishul bhole
Jata mein tere ganga maa bhi viraaje

Gale mein tere sarp mala
Gale mein tere sarp mala
Aasan tera mikki chaala shankara

Laagi tujhse lagan shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Maan tujhme magan shankara
Maan tujhme magan shankara

Dev mahadev hari tum ho mahesh
Sang gaura maiya sang kartik ganesh
Tuhi kirtivas hai bhole
Lagan teri tujhse laagi mit gaye kalesh

Koi kahein tujhe jatadhari
Tuhi hai bhola bhandari
Sarn mein jhuke duniya sari shankara

Laagi tujhse lagan shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Maan tujhme magan shankara
Maan tujhme magan shankara

Mahima deva teri gaata jaun
Jahan bhi jaun bhole tujhko paun
Raghuwanshi gaye teri mahima
Mahima gaa ke sab ko maine sunaun

Devo mein tum degyala
Peeve bhole vish ka pyala
Tu hi mahadev pyaara shankara

Laagi tujhse lagan shankara
Laagi tujhse lagan shankara
Maan tujhme magan shankara
Maan tujhme magan shankara

Suno bhole gaura boli
Khelenge bhola sang tere holi
Roop dekha bairagi tera
Bholegi main to teri hi ho li

Holi khele ambeera se koi rang
Bole ko bhave dhatura vich aur bhang
Naamon mein nam tera
Bhole ji hai mast magan

Rehna hai bhole mujhko
Hoke aaj tujhme magan
Hoke aaj tujhme magan
Hoke aaj tujhme magan.

Laagi Lagan Shankr...

Hansraj Raghuwansh...

Music note.gif
bottom of page